Ek majduri aurat aur uske teen bacche

Aaj main aapko ek kahani batane ja raha hun ek budhiya aur uske teen bacchon ki yah kahani bade dhyan se padhna hai ki duniya mein har Kisim ke log hote Hain तरह-तरह ke khyal wale kuchh acche kuchh bure Soch wale kuchh nakami ki Soch rakhne wale kuchh jinda Dil log jo apne aap ko badalna chahte hain aur khud ko aur apne parivar ko aage tak lekar Jana chahte Hain aise kahani hai yah

Majdur aur uska parivaar….

Dur kahin gaon mein ek chhota sa per khushhal majdur parivar tha vah log bahut garib the parivar mein majdur aur uski biwi aur uske teen bacche the

Majdur apna parivar chalane ke liye ek jamidar ke yahan kheton mein kam karta tha vah Jaise taise apna Ghar chalata tha aur uske sath uski biwi bhi uske sath kheton mein kam karte the donon itne garib the ki unke pass rahane ko ghar bhi Na tha vah Jaise taise Ham donon ne mehnat aur majduri Karke ek thodi si jameen li aur use per ek jhopadi banai ab unke pass chhota hi Sahi per unka khud ka ek टूटी-फूटी hui jhopadi Jo unke liye Mahal tha unki Khushi Ka thikana Na tha per Jaise upar wale ko kuchh aur hi manjur ek din majdur aur uski biwi kheton mein kam kar rahe the ki achanak majdur jameen per gir pada uski biwi ne Jab use Dekha to vah Uske pass daud kar I aur use Apne janghon per uska sar rakhta hun aur sahlane lagi aur vah Rone lagi aur kahane lagi hay kya ho Gaya aapko FIR kya tha aur bhi log vahan kam kar rahe the Sab daudkar Aaye aur sabne majdur ko ek sath jagah leta Aaya majdur ab mar chuka tha yahan dekh kar use aurat ke hosh ud Gaye aur vah jor jor se dahade markar Rone lagi aur kahane lagi hay ab main kya karunga kyon mujhe chhod Kar chale Gaye ab hamare teenon bacchon ka kya hoga vah जोर-जोर se sar peet rahe the aur RO rahe the tab gaon walon ne Kaha pakda aur vahan ki auraton ne use Sahara Diya FIR gaon walon ne milkar uska antim sanskar kyunki vah itne garib the ki do waqt Ka khana ko bhi nahin rahata tha कभी-कभी aur bacche bahut chhote the isiliye sapne milkar unka kafan dafan karva Diya

Teeno bacchon ki parvarish…..

Ab vah aurat ne khud ko Jaise taise sambhala kyunki abhi Uske teen bacche auraten aur unki jindagi abhi bahut Baki thi abhi unhen bahut kuchh karna tha aur bahut kuchh dekhna tha vah FIR जैसे-तैसे khud ko sambhala fir usne aur usne Apne bacchon ko accha insan banana chah vah apna pet kat kat kar bacchon ko padne k bhejti thi ISI Tarah Sab kuchh chal raha tha aur sab bacche kab bade ho gaye aur vah aurat budhe ho gai pata hi nahin chala bada beta uska naam ayan tha vah padhne mein hoshiyar tha aur bich wala jiska naam aaman tha aur sabse chhota beta jiska naam arhan tha teenon mein aapas mein bahut Banti thi aur teenon अलग-अलग Soch wale the Jab vah Sab bade ho gaye to gudiya ne ek din UN sabko bulaya aur apne pass baithaya goli Mere bacchon main tumhen is kabil banaa Diya hai ki ab tum kahin bhi ja sakte ho aur khud ko kamyab insan banaa sakte ho ab Sab taiyar ho ab Sab tumhare upar hai tum kya karte ho vah tum Tay karoge kya banoge vah tumhare hath mein hai meri Jo jimmedari thi vah maine pure ki aur tumhen Pal POS kar itna bada Karke padha likha kar Sab kuchh Diya hai Jo mujhse ban saka aur Jo Nahin ho Kar saki ke liye mujhe maaf karna aur vah tum Karo Maine to apni Puri jindagi garibi mein gujar Di gujar Di per tum logo KO kamyab hona hai taki main sukun se tere papa ke pass ja sakun aur unse kahun ki Ham garib the per hamare bacchon ne acche jindagi paa liye hain budhiya yah sab kahate hue jhopadi ki ek lakadi ko hataya jokhi chhat mein tane se sati hui thi aur usmein se kuchh paise rakhe the usne vah sab nikale aur apne teenon bete ne barabar bant Diya aur teenon se Kaha yah meri Puri jindagi ki kamai jo maine tum logon ke liye rakhe the taki jab tum bade ho jao to isase apna kuchh vyapar kar sakun yah lo aur ise sambhal kar rakho budiya ne Kaha teenon hairan ho Gaye ki Man ke pass paise dekh kar FIR teenon ne Apne Apne hisse ke paise utha Kar Rakh liye FIR budhiya ne bola ya paisa lekar tum log Apne अलग-अलग raste nikal jao aur tabhi lautana Jab tum amir ban jao teenon bacchon ne kuchh Soch kar hamen Bhar de aur Kaha theek hai cal subah ham log nikal jaenge bade bete ne Kaha chalo bacchon ab so jao ab cal milte Hain

Safer par ravana….

Subah budhiya ne kuchh khana banaya aur teenon ko थोड़ा-थोड़ा bandhkar de diya taki unke raste mein kuchh kam a sake teenon bacchiyon ne apni Man se vida liya aur teenon अपने-अपने raste Nikal Gaya ISI Tarah kuchh din 

ghumte ghumte nikal Gaye teenon ladkon ko FIR bade bete ne socha ki man ne Jaise taise kar kar hamen Pal post kar bada Kiya aur yah paise kis musibat se bachakar hamare liye rakha hai main aisa kya Karun ki yah paise barbad Na ho vah sochne laga aur sochte sochte Uske dimag mein ek khyal Aaya ki kyon Na logon ki jo sabse jyada jarurat hoti hai vah kam kiya jaaye to usne socha main kapde bhejta hun fir usne kapde ka dhandha shuru Kiya aur vah धीरे-धीरे use badhane laga aur dusra beta jo ki dusre janib tha usne bhi yah socha ki main ine paison se kya karun kya kya Karun kiye barbad Na ho aur main Kisi acche kam mein lagakar kuchh munafa kama lu

Fir usne namak ka vyapar shuru kar diya vah khareed tha aur bechta tha धीरे-धीरे Karke vah aage badhane laga aur apna khud ka ek dukaan kirae per le le ISI Tarah vah bhi fal Na phulne laga

Magar idhar teesra beta Jo tha vah thoda kahe ayyash mijaj khata usne socha ki hamesha maa bolati thi ki hamare pass paise nahin hai aur ham logon ne kaise jindagi gujar rahi hai ho Na ho Man ke pass aur bhi paise honge kuchh din aise hi ghoomunga gujarunga mehnat majduri Karke Ghar wapas Chala jaunga kaun sa kam Karun yah Mere samajh se bahar hai aur ghar wapas jakar bol dunga Maine vyapar Kiya aur vah barbad ho Gaya Man hai vah man hi jaenge aur ho Na ho unke pass aur bhi paise Hain bus vah bata Nahin rahe is Tarah Karke main unse aur le Lunga FIR bad mein dekhenge kya karna hai

ISI Tarah Karke usne kuchh din majduri ki FIR UN paison ko ayyashiyon mein juaa khelne mein aur इधर-उधर sab Kar Diya vah ladka bahut hi aalsi tha aur thoda eyas ki sim ka tha ISI Tarah करते-करते usne Sab paise kharch kar diye FIR vah Ghar ki taraf wapas Moda aur udhar Uske donon bhai achcha khasi paise Wale ban chuke hain bhagwan ka naam aur shohrat bhi ho gaya tha aur idhar chhota bhai ji ki bus time pass karne mein laga tha Ghar ki taraf ja raha tha

Jab chhota Ghar pahuncha to Dekha jhopadi khali padi thi aur vahan koi nahin tha to usne आस-पड़ोस ke logon se poochha to bataya beta tum teenon ke jaane ke bad achanak ek din tumhari Man ko Dil Ka daura pad Gaya aur vah Nahin rahi aur tum logon ka kuchh ata pata nahin tha to Ham logon ne kafan dafan Kar Diya,

yah kahani use waqt ki hai Jab Na phone na telephone kuchh Nahin tha tab chitthi ka jamana tha,

Yah sunkar chhote bete ki Jaise pairon ke niche se jameen hi nikal gai usne Jo socha tha Ghar aakar Man se kuchh aur paise lekar FIR bahar ghumne firne nikal jaunga per ab to maa hi nahin rahi aur vah bhi kuchh Nahin kar paya

aur udhar Uske donon bhai ne shaadi bhi kar li aur ghar bhi banva liya aur idhar chhota bhai bus इधर-उधर bhatkta rahata hai

Aur vah thodi bahut majduri Karke apna pet Paal leta hai bus ISI Tarah apni jindagi gujar Di use bhi ek mauka mila tha magar usne use serious Nahin liya aur apne laparvahi ki vajah se use mauke ko hath se jaane Diya aur vah aaj दर-दर bhatak raha hai…

Kaydi lagi btaye jarur……

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *