
Pyare doston aaj Ham aapke liye bahut hi anokhi kahani lekar Aaye Hain jise aap yakinan mukmmal sunna Pasand karenge kyunki is kahani mein aakhir tak aakar tak bahut si chij sikhane wali Hain kaise sahjade ne garib machhuare per julm Kiya FIR Sab Jab shehzadi ko ek ek din kale nag ne Dus liya jiski vajah se shehzadi ki maut ho gai to agale din sahjade ko kabristan mein sab log dafna ke aage magar agale din shehzadi kabar mein thi hi Nahin Sab pareshan to shehzadi ki laas kokisne churaya
Sahzadi aur garib machhuara Ka Amna samna…
Mul ke sham ki ek sahjadi jiska naam shehzadi bano thi vah bahut khubsurat hai magar बहुत-बहुत hi ghamandi thi pathar Dil thi vah uski sawari jis waqt shahar ke bajaron se gujarte use waqt makanon ki khidkiyan aur darvaje band ho jaate the aur logon ke sar jhuk jaaye jhuk jaate the dukandar dukaan dukaan band kar dete rah gir raston se hat jaate agar koi ittefaq se rah jata to uske liye hukm tha jameen per munh ke bal let jaaye aur is hukum ki khilafat Karne Wale shakhs ki saja mukarra thi ki use chaurahe ke बीचो-बीच khada Karke uski donon aankhon mein tapti hui lohe ki rad Dali jaaye ek roj sahjadi bano ki sawari bajar se aise hi gujar rahe the ek budha rahgir dusre raste se bajar mein dakhil hua sawari teji se a rahi thi isliye jahangir ko dusra mauka na mil saka ki daudkar wapas vah usi Gali mein chala jaaye jisse vah is bajar mein Aaya tha sar per machhali se bhara ek tokra rakha tha jise vah kisi ke sahare ke bagair sar se utaar bhi Nahin Sakta tha agar jameen per letane ke liye use fenkata to sadak per machhliyan fail jaati garib machhuara ghabrakar इधर-उधर dekhne laga ki ab Kahan jaaye kya Karen lekin koi Surat najar Na I aur beDil sahjadi ke bedil sipahiyon ne use girftar kar liya shehzadi ne use dekhkar gulamo ko hukm Diya ki use dastur ke mutabik ke do din bad iski aankhen lohe ki garm salakhon se fod di jaaye is hukum ko sunkar shehzadi ke sipahiyon ne Kaha Jo hukum aapka shehzaadi magar is saja ko sunkar budha tharthar kapane laga aur hath jodkar shehzadi se kahane laga are Malika ehsaan aisa jadu mujhe garib per raham kar maine aapko Jaan bujh kar hargij Nahin Dekha shehzadi meri umra kab khyal kijiye aur mujhmein per raham kar di kariye shehzaadi ne apni sipahiyon se Kaha is kambakht ki aankhen fod di jaaye aur FIR shehzadi ki sawari ravana ho gai garib rah gair rota rah Gaya shehzadi aur sipahiyon se mafi ki bhent mangta Raha magar Uske kapte hue hath thokre ko Na sambhal sake aur vah sar se gir pada sipahi ne Uske usko ek thappad maarte hue Kaha jungali budhe yah tune kya Kiya saaf suthri sadak ko ganda Kar Diya uthao machhliyon ko buddhe sipahi ne Kaha garib machhuara ki aankhon se aansu baha rahe the saja ke khwab se jameen per baithkar hathon se machhliyan utha raha tha magar usi waqt ek ladka jiski umra takriban 20 se 25 sal hogi vahin se gujara aur usne buddhe ko Dekha aur use rah gair per taras a Gaya aur uske sath vah tokri mein machhliyan bharane laga sipahiyon ko yah baat bilkul bhi acchi na lagi aur unhone ladke ko dhakelte hue Kaha are vah nalayak tujhe kisne Kaha tab Tu machhliyan uthakar tokri mein rakh ladke ne uthate hue uthate hue Kaha Kisi garib budha insan ka madad karna kya jurm hai itni si baat sunkar ek sipahi ne aage badhkar Uske gal per ek thappad maar Diya magar vah shehzadi ke berham sipahiyon ne Kaha khud ke hosho hawas Ka pata nahin aur hamen kanoon batata hai chal apna rasta le FIR vah ladka जाते-जाते magrur shehzadi ki sipahiyon se Kaha ki jitna julm karna hai kar lo marna to hai ek din aur yah baat sahjadi ko bhi jakar bata dena yah sunkar sipahiyon ko gussa aur aur bhi jyada aane laga use ladke ki munh se yah baat sunkar vah budha use ladke ke pass Aaya aur kahane laga beta yah tumhara dua jarur kar Kabul hoge yah magrur shehzadi ek din jarur tabah aur barbad hogi uske bad FIR vah budha machhuara जल्दी-जल्दी sari machhliyan to Karim bharane laga aur sipahi use lekar Mahal mein pahunchkar use budhe ko saja dene ke liye le Gaye itne mein shehzaadi shehzaadi bajaron ki sair karne ke bad wapas a gai Apne Mahal mein pahunche to Uske khas wali wazir ne Kaha shehzadi sahiba mujhe to is budhe rahgeer per taras a raha hai a raha hai aap apna hukm wapas le lijiye is garib fakir ko maaf kar dijiye shehzadi boli hargiz Nahin tere Kamal se nikalne ke bad Kabhi wapas Nahin aata is Tarah Ham apna Diya hua hukum wapas Nahin lete wazir khamosh ho Gaya kyunki vah jaanta tha agar sah jaati se jyada bahas ki to apne liye bhi kisi saja ka hukm ho jaega magar vah wazir Dil mein yahi kahta Raha ki khuda kare koi Surat Nikal aye aur aage ki aankhen salamat ho rah jaaye Varna vah bechara andha ho jaega use use magrur shehzadi ka mahal badshah ke Mahal se bilkul alag tha aur uske Charon taraf bahut sakht pehra tha insan to insan koi parinda bhi per Nahin maar sakta tha isiliye
Sahzadi aur mahel…..
shehzaadi Apne aalishan makan mein tanha soti the aur khidkiyan khuli rakhte the taki bahar ki taji hawa andar a jaaye use magrur shehzadi ko apni Jaan ki itni dar rahti thi ki vah raat ko sote waqt bhi Apne Charon taraf naukaron ko pahra dene ke liye rakhti thi magar ek Raat kuchh aisa hua ki vah shehzadi ne naukaron ko kaha ki aaj tum log mere pass mat raho aaj main akeli hi soun gi pata nahin shehzadi ke Dil mein kya aaya ki vah aaj akele sone ke liye taiyar ho gai magar doston vah ladka jismein sipahiyon ko hoshiyar rahane ki dhamki di thi jisne use budhe machhuare ko machhali utha Kar diye the vahi ladka Jaise taise Karke khidki ke raste andar dakhil ho Gaya aur ek kone mein khade hokar har chij ko Gaur se dekhne laga usne Dekha kamre ke darmiyan mein ek khubsurat guldan rakha hua hai jismein har rang aur har Tarah ke phool lage hue hain aur unhin phoolon per surkh rang ka ek hira aur uski chamak se Sara kamra Roshan hai kamre mein Yun to har chij kimati thi lekin jo baat use hire mein thi Jo chamak usmein thi aur Kisi bhi chij mein Na thi aur yah dekhte hue ladke ne aage badhkar here ko uthaya aur apne mathe ki pagdi mein rakh liya usi waqt kamra andhera ho Gaya aur vah jis raste se Aaya tha vahin se wapas laut Gaya Raat ke aakhiri hisse mein Jab shehzadi ki aankh khuli to use kamre mein andhera najar Aaya vah ghabrakar bistar se uth khadi hui एक-एक chij tatolte hue badi mushkil se use janjeer tak pahunchi jise khinchne se Mahal ki chhat per latka hua ghadiyal yani ki ghanti bajane lagti thi usmein janjeer ko जोर-जोर se khincha aur ghanti ki awaaz दूर-दूर tak fail gai aur tamam pahredar ghabrakar bhakt hue aye idhar badshah ke bhi aankh khul gai aur Malika bhi kaleja per hath rakhkar uth baithi hay hay meri bacchi ko kya hadsa paisa a Gaya badshah ki biwi badshah se kahane lage chaliye jaldi kijiye meri shehzadi bano beti ko kya ho Gaya FIR donon jaldi jaldi bahar Aaye aur tej tej kadam uthate hue shehzadi ke Mahal mein pahunche shehzadi ke kamre mein kohram macha hua tha shehzadi bahut gusse mein the aur tamam naukar hath jodkar kah rahe the ki humne Mahal mein Kisi ko dakhil hote Nahin Dekha badshah ne aage badhkar shehzadi se maloom Kiya yahan kaun Aaya tha meri shehzadi aapko kya nuksan pahunchaya hai usne Kaha abba hujur bahujan Mere kamre se hira gayab hai aur yah sab log kah rahe hain yahan koi Nahin Aaya badshah ne gusse se naukari ka taraf Dekha to naukaron ne to aapke bola jahan Pana Ham ek Pal ke liye bhi kafi Nahin hue aur aur humne Kisi ko yahan aate hue Nahin Dekha badshah ne kuchh Soch Kar Kaha theek hai tum Sab so jao cal sham tak Chor ko talash karo agar vah Na mil sake to tum mein se har ek ko sakht saja di jayegi naukaron ke jaane ke bad Malika ne badshah se Kaha mujhe yakin hai ki inmein se koi ek aadami bhi Chor Nahin jarur bahar se koi aaya hai isiliye subah hote hi elaan kar diya Gaya Kisi aur ko girftar Karne Wale ko enaam Diya jaega magar bus Sa hairan pita aur pareshan bhi kyunki yah pahli chori thi Jo uski Mahal mein hui thi isiliye vah gardan latkaya khamosh Apne Mahal ki taraf chal Diya aur subah hote hi usne elaan Kar Diya Jo shakhs shehzadi ka gumshuda hira dhundh ke laega use munh manga inam Diya jaega dusre din bad sehat darbar mein baitha hua fariyad sun Raha tha kis khubsurat naujawan ladka sar per pagdi bandhe aur takht ke samne nihaayat adab ke sath khada hua badshah ne Kaha tum kaun ho aur kya chahte ho vah kahane laga badshah salamat main shehzadi ka Anmol hira pesh karne aaya hun aur Elan ke mutabik munh manga inam hasil karne ke liye yahan aaya hun badshah ne Kaha shabash Kahan hai vah hira usne apni pagali se hira nikal kar nihaayat adab se badshah ko de diya badshah dekhkar bahut khush hua aur kahane laga ab kaho inam mein kya chahie ladke ne Kaha badshah salamat parson shehzadi sahiba ne ek garib aur budhe ko bandi banaya tha aur uski aankhen fodane ka hukm diya tha isase vahan per use wapas liya jaaye aur unhen kole lagvaya jaaye jinhen jinhone rahgir ko girftar Kiya aur mujhe Gali Di sa ne kaha tumhara is rahgir se kya rishta hai ladke ne jawab Diya kuchh bhi Nahin mujhe itni garibi aur majburi dekhkar iski halat per raham a Gaya agar usne agar shehzadi Sahab ko dekh bhi liya to use bechare ka kaun sa asar pad sakta tha wazir alam Farooq Ahmad se Kahan aur humne is rahgir ka kasur maaf Kiya aur is ladke ko kaid khane mein Dal do to ladke ne Kaha badsah salamat meri kya Galti hai mujhe kyon kaid khane mein Dal rahe ho to badshah ne Kaha tum Chor ho tumne hira churaya ladka kahane laga Maine to rahgir ko Azad karane ke liye chori ki thi
To be continued….