Ghamandi sahzadi aur tilasmi ladka,  part.2

Badshah aur Chor……

Badshah bola aap safai ki jarurat Nahin ladke ne Kaha agar mujhe kaid Kiya Gaya to yad rakhiega main aapki Taj ki chori karunga aur mujhe aap pakad Nahin paoge badshah bola nadan ladki bevkuf Na ban fir usne sipahiyon ko ishara Kiya aur vah use pakad Kar le Gaye aur panchu sipahiyon ko 100, 100kode lagvaen shehzaade here a ko dekhkar bahut khush hui aur badshah ke gale lag kar kahane lage abba Jaan is Chor ko sakht se sakht saja di jaaye badshah ne Kaha humne use kaid khane mein bhej diya hai aur ab soch rahe hain cal subah sabke samne humne Uske donon hath katwa de taki dekhne wale ko pata chale chori ki saja kya hoti hai shehzadi kahane lagi abba Jaan aapka faisla bilkul sahi hai aapka Taj churane ki dhamki bhi Di hai badshah ne Kaha magar hamare kamre tak pahunchne se pahle Ham uska hath katwa denge FIR bad se hone wazir ko bulakar kaha aaj sham tak Sare gharon mein elaan Kar do ki shehzadi ka hira churane Wale ko hath cal subah kalam Kiya jaega lihaja sab log jama hokar yah tamasha dekhen wazir ne Kaha bahut behtar hai vakai is ladki ko yah sajana Di gai to vah bahut bada lutera ban jaega usne jakar ilake mein elaan kara diya FIR wazir ka khane mein jata hai aur jo ladke ko badshah Ka faisla sunate hue Kaha tum chori na karte to is kam umra mein aisi sakht saja se Bach jaate ladke ne jor jor se hanste hue Kaha lagta hai ki tum sab log pagal ho Gaye ho bhala Mere hath kaun kat sakta hai main to Suraj nikalne se pahle hi is kaid se Azad ho jaunga wazir ne bahar aakar jail ke daroga se Kaha aaj Raat sakht pahre laga dena aur andar bilkul andhera rakhna taki yah kaidi bilkul kuchh Na Dekh sake daroga ne Kaha bahut behtar hai aap befikra ho jaaye Mere hote hue ye kaydi to kya ek chinti bhi bahar Nahin ja sakti FIR vahan se wazir Chala Gaya aur daroga kaid khane ke bahar hi tha aur Charon taraf sipahiyon ko mukrar Kar Diya Raat gujar gai aur subah wazir ladka dekhne Aaya lekin vah yah dekhkar hairan rah Gaya hathkadi aur bediya jail ke andar hi padi thi darvaja aur Roshan Dan band hai lekin vah Chor ladka gayab hai wazir ne ghabrakar daroga ko bulakar sakht awaaz mein poochha agar tamam sipahi jaag rahe the to ladka kaise gayab ho gaya daroga ne darte darte Kaha wazir Sahab aaj ki Raat tumhen khud bhi yahan per tha aur थोड़ी-थोड़ी der bad yahan aakar dekhta tha samajh mein Nahin a raha hai ki vah kaise nikala aur kahan ja sakta hai wazir ko bahut gussa Aaya aur usne jakar badshah se shikayat ki badshah bhi gusse se aag mein a Gaya aur badshah ne hukm Diya jitne bhi log aaj Raat pahle per the sabko kaid khane mein Dal do aur sabko subah sham kodon se mara jaaye badshah ka Sara din pareshani aur gusse ki halat mein gujar Gaya badshah ne use din kisi se bhi baat nahin ki Malika aur shehzadi donon man beti ko bhi Nahin Dekha aur raat ko bhi waqt se pahle hi so Gaya shehzaadi subah hui to badshah ke pass I usne Dekha ki vah bahut hi udaas hai sar pakde hue khidki se jaag raha hai shehzadi ne Uske kareeb jakar Uske kandhe per hath rakha aur Kaha abba Jaan aapke udaasi ka sabab badshah bola cal Raat vah ladka bhaagane mein kamyab ho Gaya aur aur aaj raat vah Mera Taj chura ke le Gaya samajh mein Nahin aata vah Sab ki aankhon mein dhul jhonk kar Mahal ke andar kaise a jata hai aur jo chij Chahta hai utha Kar le jata hai shehzadi kahane lagi Mera khyal hai vah yahan ke naukaron se Mila hua hai Varna vah Mahal mein dakhil bhi kaise ho sakta tha mujhe yakin hai use budhe raaggir se use ladke ka kuchh talluk hai lihaja use pakad kar lae aur koi sakht saja sunvaee jaaye FIR Jaise hi vah iski madad ke liye Aaye use girftar kar liya jaaye shehzadi ne Kaha hai yah bahut acchi baat hai badshah ne usi waqt wazir ko bulvakar use Apne faisle se aage Kiya wazir ne Soch Kar jawab Diya use ladke se Taj hasil karne ke bad use Apne nigrani mein rakhna chahie shehzaadi Holi use rassi se jakad kar mai Apne kamre mein rakhungi FIR dekhti hun yah kaise bhagata hai wazir ne jakar sipahiyon ko bulaya aur hukm Diya ki vah budhe rahgir ko pakad kar lae aur ek ghante bad sipahiyon ne use budhe ko pakad liya aur Mahal le FIR badshah ne use budhe ko shahi mehman khane mein bhej diya aur elaan karva Diya ki budhe rahgir ki aankhen nikal kar cheel kawo ko khilai jayegi aur vah is waqt shehzadi ke Mahal mein kaid hai yah sunkar ladka bahut gusse mein Aaya aur kahane laga mujhmein per jor Nahin Chala to fir garib budhe ko nishana banaa liya magar badshah aur shehzadi ki is maksad mein kamyab Hona bahut mushkil hai FIR kya tha Raat hui aur Raat ke waqt shehzadi ke Mahal per bahut sakht pehra tha badshah bhi apna roop badalkar ghoom raha tha sham ko ek ajeeb mamla hua shehzadi ke kamre se ek ajeeb se chik ki awaaz ayi aur Sara Mahal gunj utha badshah wazir aur sipahi ghabrakar shehzadi ke kamre ki taraf bhage aur जल्दी-जल्दी kamre mein dakhil hue aur unhone Dekha ki shehzaadi farsh per padi hui hai badshah ne use uthaya aur fauran hi tabib ko bulaya tabhi Apne kafi der tak Dekha magar FIR kapte hue bola badshah salamat afsos ki baat hai ki shehzadi sahiba ab is duniya mein Nahin rahi unhen kisi jahrile saanp ne Dus liya hai

Badshah aur uska gam…….

yah sunkar badshah ki aankhon se aansu bahane lage aur vah जोर-जोर se Rone laga aur bola ya khuda tune kya Kiya meri jindagi Ka Sahara ek yahi to thi aur tune ise bhi chhin liya mujhse FIR Sab ne badshah ko taslli di aur shehzadi ko uthakar palang per let Aaya usi waqt wazir ki najar badshah ke Taj per padi shahi kursi per rakha hua hai aisa maloom hota hai ki chor raat mein yahan aaya tha FIR wazir ne kuchh Soch Kar Kaha kahin vahi to yahan saanp ko chhodkar Nahin Gaya badshah ne uski baat ko ansuna Kar Diya kyunki is waqt uska kaleja uski ek ladki beti ke bichhadne ke Gam se fata ja raha tha FIR raat bhar badshah aansu bahata Raha aur Mahal mein ekadam ka lahar chhaya hua tha FIR subah hui to Sab ne baat ki kabristan mein shehzadi ko dafna Diya har taraf gamchha Gaya ghar ghar afsos Kiya ja raha tha dukaan madrase adalate har kam karobar band kar diya Gaya aur shehzadi ke liye duaaen mangne lage dusri subah badshah Apne logon ke sath apni beti ke kabre per Gaya to usne Dekha ki khabar khudi hui thi idhar udhar mitti ke dher lage hue hain aur kabr me se kabra mein se maiyat gayab hai yah HAL dekhkar badshah ke dil ko aisa sadma pahuncha ki vah behosh hokar jameen per gir pada logon ne Pani lakar badshah ke chehre per chhate mare sirf use hosh Aaya magar Uske hos hawas kayam na the badshah sabki Surat Tarah dekh raha tha ki Jaise vah Sab ajnabi ho FIR Sab ne mashvara Karke badshah ko uthaya aur ghoda gadi mein litakar Mahal ki taraf chal diye Shahi tabib me badshah ka ilaaj Kiya aur kuchh din bad badshah Apne hosho aawas mein wapas a Gaya magar use beti ka Marne Ka itna Gam n tha jitna uski maiyat gayab ho jaane ka tha isliye usne jasus ko mukrar Kar Diya vah pata lagaen ki kisne maiyat churai hai jasus badi fauj lagakar pure shahar mein talash karne lage magar unhen kya maloom tha jisne maiyyat churai  thi vah shahar se pahle hi nikal chuka tha vah Apne ghode per murda shehzaadi ko litakar bahut teji se aage badh Raha tha aur vah ek dusre shahar Chala Gaya jahan use yakin tha ki use yahan panah mil jayegi

To be continued…………..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *